Utvidet returrett til 31. januar 2025

Bøker av Sanjeev Kumar Pranjal

Filter
Filter
Sorter etterSorter Populære
  • av Sanjeev Kumar Pranjal
    173,-

    Jab tak Awaz bachi hai, tab tak ummid bachi hai.Is srinkhla ki alag-alag kadiyon me aap apne samayke jwalant prashnon par lekhkon-kalakaaron -karyakartaaon ki bebaak tippaniyaan padhenge. Assamme 19 lakh log NRC ki aakhiri soochi se baahar hain. Grih mantri Amit shah ne 20 november 2019 kosansad me spasht ghoshna ki hai ki nagarikta (sanshodhan) kanoon lane ke baad ise naye sire sepoore mulk me laagoo kiya jayega. Poore mulk me NRC taiyaar karaane ke kyaa mayne hain ? Iskenishaane par kaun hain? Assam me iske banne ki prakriyaa se kyaa sabak miltaa hai? Anagarikghoshit kar diye gaye logon kaa kyaa mustaqbil hoga? In sawaalon kaa jawaab talashne ki koshish haiyeh pustika.Lekhak- Harsh Mandar¿ Varna balakrishnan¿ Zasmer ali¿ Abdul kalam azad¿ Centre for equity studiesSubodh vermä Suprakash talukdar¿ Sangeeta baruä Teesta setalvad¿ Ezaz ashraf¿ Ajaygoodavarthi¿ T.K. Rajalakshmi

Gjør som tusenvis av andre bokelskere

Abonner på vårt nyhetsbrev og få rabatter og inspirasjon til din neste leseopplevelse.